Unknown Artist
Aaya Masih Duniya Main, hum sabko bachanex5Aaya Masih Duniya Main, bachaaneChorus:-Aaj Mera Yeshu, Paida Huax2Dekho jagat ka raja ayaShanti aur mel laayaUski ho jai jaikarAaj Mera Yeshu, Paida Huax2Verse 1:-Ek kuwaari ke paas,Prabhu ka doot gayaBola Mariyam tujh parKhudaa ka hai fazal huaTu ek beta janegiYeshu naam rakhegiUs naam se hoga najaatAaj Mera YeshuVerse 2:-Bethlehem ke maidaano mainGadariye baithe theDooton ne di khabar keeMunji paida hueTeen majusi bhi aayeSona murr lobaan laayeFarishton ne gaya ye gaanAaj Mera YeshuVerse 3:-Ab wo balak nahiPar, sabka Masihaa haiLahoo ke waseele seHumein, usne bachaya haiAao Yeshu ko apnaa loUdhdhaar aur jeevan paaloYahi hai Khuda ka paigaamAaj Mera Yeshu