Aya Masih Duniya Main, Hum Sabko Bachanex5Aya Masih Duniya Main, Bachaane
Aaj Mera Yeshu, Paida Huax2Dekho Jagat Ka Raha AyaShanti Aur Mel LaayaUski Ho Jai JaikarAaj Mera Yeshu, Paida Huax2
Ek Kuwari Ke PaasPrabhu Ka Doot GayaBola Mariyam Tujh ParKhuda Ka Hai Fazal HuaTu Ek Beta JanegiYeshu Naam RakhegiUs Naam Se Hoga NajaatAaj Mera Yeshu
Bethlehem Ke Maidaano MainGadariye Baithe TheDooton Ne Di Khabar KiMunji Paida HueyTeen Majusi Bhi AayeSona Murr Lobaan LaayeFarishton Ne Gaya Ye GaanAaj Mera Yeshu
Ab Wo Balak NahiPar, Sabka Masiha HaiLahoo Ke Waseele SeHumein, Usne Bachaya HaiAao Yeshu Ko Apna LoUdhaar Aur Jeevan PaaloYahi Hai Khuda Ka PaigaamAaj Mera Yeshu