Traditional Hymn
Paap Ka Kechad Laga Tha Mujh ParSaaf Kya Mujhe Paak Lahu SeMans Aur Lahu Main Apna DekarMujh Mai Apna Ek Rooh Bassa Diya
Yeshu Ne Apna Khoon BahaakarMera Karz Utar DiyaMujhe Apne Charno May LakarIk Naya Inssan Bana Diya
Mai Andhere Ki Or Chalar ThaMai Andhere Main Koh Giya ThaRoshni Ki Kiran Dekh Kar MujhkoMeri Har Rahguzar Jagmaga Diya
Maa Ki Tarah Usnei God Me LakarPyar Say Mujh Ko Gale Laga KarHar Ek Dukh Dard Mitakar MeraMera Ye Jeevan Savaar Diya