Vandana
✕ ExitYeeshu Ne Apna Khoon Bahaakar
Chorus

Yeeshu Ne Apna Khoon Bahaakar Mera Karz Utar Diya Mujhe Apne Charno May Lakar Ik Naya Inssan Bana Diya

Verse 1

Paap Ka Kechad Laga Tha Mujh Par Saaf Kya Mujhe Paak Lahu Se Mans Aur Lahu Main Apna Dekar Mujh Mai Apna Ek Rooh Bassa Diya

Verse 2

Mai Andhere Ki Or Chalar Tha Mai Andhere Main Koh Giya Tha Roshni Ki Kiran Dekh Kar Mujhko Meri Har Rahguzar Jagmaga Diya

Verse 3

Maa Ki Tarah Usnei God Me Lakar Pyar Say Mujh Ko Gale Laga Kar Har Ek Dukh Dard Mitakar Mera Mera Ye Jeevan Savaar Diya