Anil Kant
Tera Lahoo Bada Keemti Hai Prabhu Tera Lahoo Bada Keemti Hai Kyunki Us Lahoo Me Jo Taakat Hai Jisse Hum Paatey Hai Chutkara
Tune Woh Lahoo bahaya hai Sari duniya ko bachaya hai Kabhi Tune kisi se na kuch manga Kabhi Tune kisi se na kuch chaha