Vandana
✕ ExitTera Lahoo Bada Keemti Hai
Chorus

Tera Lahoo Bada Keemti Hai Prabhu Tera Lahoo Bada Keemti Hai Kyunki Us Lahoo Me Jo Taakat Hai Jisse Hum Paatey Hai Chutkara

Verse 1

Tune Woh Lahoo bahaya hai Sari duniya ko bachaya hai Kabhi Tune kisi se na kuch manga Kabhi Tune kisi se na kuch chaha