Praneet Calvin
Ae Khudawand YeshuBarkato se main bharpur huKhush hu main Prabhu, trupt huGherayiyon se dhanya kahunAwaaz uthakar kahun
Shukriyaaaaaa
Tere vachano ko dhrid pakadkar main chalta huHar musibato ka mukabla karke main badhta huYeshua Teri daya, Yeshua Tera saayaMere saath har pal hai ShukriyaShukriyaShukriya…aaaaa
Mujhme Teri Aatma ka abhishek hai, main kabil huShatru ki chal aur kapat ki yojnao par main jay-vant huYeshua Teri daya, Yeshua Tera saayaMere saath har pal hai ShukriyaShukriyaShukriyaaaaaa
Mujhme Teri yojnao ko sampoorna kar main tatpar huTujhe dekhne aur Tere sang rehne me utsuk huYeshua Teri daya, Yeshua Tera saayaMere saath har pal hai, ShukriyaShukriyaShukriya…aaaaa