Unknown Artist
Sharmindagi mein tha Main doobaIss Dard ko main na seh sakaMain tha Bejaan Tere binaSaansein thi par zinda Main na thaNakamiyo se tha bhara huaMain tha Bejaan Tere binaPukara Tu neZinda hua MainAndhero mein seTeri mahima meinKaruna ne teri bachaya mujheAzadi Teri hai pai maineHua sab nayaYeshu tu jab se milaPukara Tu neKhoya hua thaBandha hua thaPar Tune har zanjeer todiBeghar tha mainMili panah MujhePehchaan mujhe Tujhme miliToota hua thaTu ne sambhalaTeri mohabbatSaason mein hai bassiMili hai manzilHua sab haasilJabse Pukara tu neZinda hua mainAndhero mein seTeri mahima meinPukara Tu neZinda hua MainAndhero mein seTeri mahima mein