Sharmindagi mein tha Main doobaIss Dard ko main na seh sakaMain tha Bejaan Tere binaSaansein thi par zinda Main na thaNakamiyo se tha bhara huaMain tha Bejaan Tere bina
Pukara Tu neZinda hua MainAndhero mein seTeri mahima mein
Karuna ne teri bachaya mujheAzadi Teri hai pai maineHua sab nayaYeshu tu jab se milaPukara Tu neKhoya hua thaBandha hua thaPar Tune har zanjeer todiBeghar tha mainMili panah MujhePehchaan mujhe Tujhme miliToota hua thaTu ne sambhalaTeri mohabbatSaason mein hai bassiMili hai manzilHua sab haasilJabse Pukara tu neZinda hua mainAndhero mein seTeri mahima mein