Sheldon Bangera
Nirbal ko bal dega, Rogi ko chuu lega Shaitaan bhi kapega, Yeshu ke samne
Raaja Yeshu Aaye Hai Sab Milke Gayenge Taali Bajaenge
Khushiyaan Manao, Khushiyaan Manao Chinta chodo Stuti gao
Tum maango Woh sunega, Kami ghati ko pura karega Mann se bulane vaalon ke, Dil me aaega
Karuna me avval hai, Maafi mea kamil hai Paas tere reheta hai Woh, Tu bhi paas aa
Aansuon ko pochhenga, Haathon ko thamega Dil ki saari hasarat ko, Puri karega