Khushiyaan Manao, Khushiyaan ManaoChinta chodo Stuti gao
Raaja Yeshu Aaye HaiSab Milke GayengeTaali Bajaenge
Tum maango Woh sunega, Kami ghati ko pura karegaMann se bulane vaalon ke, Dil me aaega
Karuna me avval hai, Maafi mea kamil haiPaas tere reheta hai Woh, Tu bhi paas aa
Aansuon ko pochhenga, Haathon ko thamegaDil ki saari hasarat ko, Puri karega
Nirbal ko bal dega, Rogi ko chuu legaShaitaan bhi kapega, Yeshu ke samne