Unknown Artist
Mere mehboob pyaare MasihahKis jagah tera jalwa nahin haiKis jagah teri kudrat nahin haiKis jagah tera charcha nahin hai
Log peete hain aur gir jaate hainMain to peeta hoon, girta nahin hoonMain to peeta hoon dar pe Masih keWo angooron ka sheera nahin hai
Mar gayi thi wo Zara ki betiTune us par nigahein karam kiKar diya usko zinda ye kehkarYe to soti hai, murda nahin hai
Aankh waalon ne tujh ko hai dekhaKaan waalon ne tujh ko suna haiTujh ko pehchante hain wo insaanJinki aankhon mein parda nahin hai
Jismein shaamil na ho ishq teraWo parast parast nahin haiTere kadmon pe hota nahin joKoi sajda wo sajda nahin hai