Mere mehboob pyaare MasihahKis jagah tera jalwa nahin haiKis jagah teri kudrat nahin haiKis jagah tera charcha nahin haiLog peete hain aur gir jaate hainMain to peeta hoon, girta nahin hoonMain to peeta hoon dar pe Masih keWo angooron ka sheera nahin haiMar gayi thi wo Zara ki betiTune us par nigahein karam kiKar diya usko zinda ye kehkarYe to soti hai, murda nahin haiAankh waalon ne tujh ko hai dekhaKaan waalon ne tujh ko suna haiTujh ko pehchante hain wo insaanJinki aankhon mein parda nahin haiJismein shaamil na ho ishq teraWo parast parast nahin haiTere kadmon pe hota nahin joKoi sajda wo sajda nahin hai