Anil Kant
Jab Me Bhatak Raha Tha, Tu Mere Saath ThaTere Haathon Sey, Mujhe Sambaala ThaIsiliye Teri Mahima , Main Gata Rahoonga
Mere Aansuon Ko Apni Kuppi MeSambaal Ke Rakh Liya Hai Tune Mere Khuda
Jab Me Akela Hota, Tu Mera Saath ThaTere Waqt Par, Ek Jawab ThaAb Har Pareshani Me, Geet Gaatha Rahoonga
Kitne Hi Khauf Se, Mujhe Bachaya ThaApne Vachanoo Sey, Raasta Dikhaya ThaAb Har Safar Me Khuda , Shukar Karta Rhunga