Mere Aansuon Ko Apni Kuppi Me Sambaal Ke Rakh Liya Hai Tune Mere Khuda
Jab Me Bhatak Raha Tha, Tu Mere Saath Tha Tere Haathon Sey, Mujhe Sambaala Tha Isiliye Teri Mahima , Main Gata Rahoonga
Jab Me Akela Hota, Tu Mera Saath Tha Tere Waqt Par, Ek Jawab Tha Ab Har Pareshani Me, Geet Gaatha Rahoonga
Kitne Hi Khauf Se, Mujhe Bachaya Tha Apne Vachanoo Sey, Raasta Dikhaya Tha Ab Har Safar Me Khuda , Shukar Karta Rhunga