Prince Mulla & Thanga Selvam, Nations of Worship
Nirjal desh mein nadiyaan bahayegaJangal ke beech mein, naya marg banayega
Kya tum dekh pa rahe hoKuchh hone wala haiTumhare zindagi meinAashish aane wala hai
Kuch naya kar raha haiKuch naya kar raha haiParmeshwar naya kar raha haiAb yahaan kar raha hai
Wo tere vansh par aashish barsayegaTeri santaan par Aatma undelega
Band jo darwaaze hain, ab khul rahe hainBaanjh ko bachchon ki aanand se bharta haiJo aankhon ne na dekha, jo kaanon ne na sunaYeshu naam se ab hone wala hai
Mere ghar mein parivar meinMere bachchon ke bhavishya meinMeri Kalisiya aur sewa meinKuch naya kar raha haiIs nagar mein, har shehar meinSab rajyon mein, mere desh meinIs duniya ke har kone meinKuch naya kar raha hai