Vandana
✕ ExitKuch Naya
Outro

Mere ghar mein parivar mein Mere bachchon ke bhavishya mein Meri Kalisiya aur sewa mein Kuch naya kar raha hai Is nagar mein, har shehar mein Sab rajyon mein, mere desh mein Is duniya ke har kone mein Kuch naya kar raha hai

Bridge

Band jo darwaaze hain, ab khul rahe hain Baanjh ko bachchon ki aanand se bharta hai Jo aankhon ne na dekha, jo kaanon ne na suna Yeshu naam se ab hone wala hai

Chorus

Kuch naya kar raha hai Kuch naya kar raha hai Parmeshwar naya kar raha hai Ab yahaan kar raha hai

Verse 1

Nirjal desh mein nadiyaan bahayega Jangal ke beech mein, naya marg banayega

Verse 2

Wo tere vansh par aashish barsayega Teri santaan par Aatma undelega

Pre_chorus

Kya tum dekh pa rahe ho Kuchh hone wala hai Tumhare zindagi mein Aashish aane wala hai