Anil Kant
Roshni… Roshni…Roshni ho gayiHum the andheron mein chalte,Humne dekhi nai roshni
Maut ke saaye mein hum the
Noor chamka, mili zindagiIbadat karo, ibadat karoShaadmani shaadmani,Hadd se zyada Khudavand ne di
Uske aage aise khush hain,Nayi faslen jaise ho kati
Usne sab bojh hataye,Tod diye sab juye
Uski saltanat hai sada kiNoor uska mitta nahinIbadat karo uski, ibadat karoKhuda hai, Khuda hai jalaali KhudaHumein ek beta hai baksha gayaHai naam uska ooncha, prabhuta sada kiHai rajya usi ka, usi ka sadaKhuda hai, Khuda hai jalaali KhudaIbadat karo, ibadat karoIbadat karo uski, ibadat karoRoshni roshni roshni ho gayi