Roshni… Roshni…Roshni ho gayiHum the andheron mein chalte,Humne dekhi nai roshniMaut ke saaye mein hum theNoor chamka, mili zindagiIbadat karo, ibadat karoShaadmani shaadmani,Hadd se zyada Khudavand ne diUske aage aise khush hain,Nayi faslen jaise ho katiUsne sab bojh hataye,Tod diye sab juyeUski saltanat hai sada kiNoor uska mitta nahinIbadat karo uski, ibadat karoKhuda hai, Khuda hai jalaali Khudax2Humein ek beta hai baksha gayax2Hai naam uska ooncha, prabhuta sada kiHai rajya usi ka, usi ka sadaKhuda hai, Khuda hai jalaali Khudax2Ibadat karo, ibadat karoIbadat karo uski, ibadat karoRoshni roshni roshni ho gayi