James Samuel / Anil Raut
Parmeshwar ki iccha hai, hum dhanywaad karte raheHar kaamo me baaton me, hum dhanywaad karte raheDhanywaad dhanywaad, Yeshu Tera dhanywaad
Har Din Main Yeshu Ka Dhanywaad KaroongaHar Din Main Yeshu Ki Stuti KaroonaDhanywaad Dhanywaad, Yeshu Tera Dhanywaad
Har paristithiyo me bhi, main dhanywaad karta rahoongaNa kudkudate hue, main dhanywaad karta rahoongaDhanywaad dhanywaad, Yeshu Tera dhanywaad
Parmeshwar kitna bhala hai, Use anubhav karke to dekhoUski karoona Dya ko, apne jeevan me prapt karke dekhoDhanywaad dhanywaad, Yeshu Tera dhanywaad