Parmeshwar kitna bhala hai, Use anubhav karke to dekho Uski karoona Dya ko, apne jeevan me prapt karke dekho Dhanywaad dhanywaad, Yeshu Tera dhanywaad...
Har Din Main Yeshu Ka Dhanywaad Karoonga Har Din Main Yeshu Ki Stuti Karoona Dhanywaad Dhanywaad, Yeshu Tera Dhanywaad
Parmeshwar ki iccha hai, hum dhanywaad karte rahe Har kaamo me baaton me, hum dhanywaad karte rahe Dhanywaad dhanywaad, Yeshu Tera dhanywaad...
Har paristithiyo me bhi, main dhanywaad karta rahoonga Na kudkudate hue, main dhanywaad karta rahoonga Dhanywaad dhanywaad, Yeshu Tera dhanywaad...