Unknown Artist
HalleluahPaak Yahova mujhe maaf karta haiLahoo Yeshu ka mujhe saaf karta haiHalleluah…Woh jo be-aib tha woh, mere aib le gayaApne lahoo se woh, najaat mujhe de gayaKaun karta hai itna, pyar jo Yeshu ne kiya.Halleluah…Yeshu ka kamaal hai, Yehova ka jalaal haiMeri taakat hai Yeshu, wohi meri dhaal haiMaine bas itna kiya, uska ikaraar kiyaHalleluah….Dil mein basaya usey, Rooh mein basaa liyaYeshu Masih ne mujhe, apna bana liyaAane wala hai jald, lene mujhe mera piyaHalleluah….