Halleluahx4Paak Yahova mujhe maaf karta haiLahoo Yeshu ka mujhe saaf karta haiHalleluahWoh jo be-aib tha woh, mere aib le gayaApne lahoo se woh, najaat mujhe de gayaKaun karta hai itna, pyar jo Yesu ne kiya.Halleluah…Yesu ka kamaal hai, Yehova ka jalaal haiMeri taakat hai Yesu, wohi meri dhaal haiMaine bas itna kiya, uska ikaraar kiyaHalleluah….Dil mein basaya usey, Rooh mein basaa liyaYesu Masih ne mujhe, apna bana liyaAane wala hai jald, lene mujhe mera piyaHalleluah….