Unknown Artist
Door kahin in raahon mein ho jaao tum jo akeleYaad rakhna koi har pal saath chalta haiDoor kahin andhiyaare mein jab dil kabhi ghabraaeYaad rakhna sooli pe koi deep jalta hai
Kal kahin jo chot deke, chhod tumko jaateDhoondhte hain aas de deke thak ke haar jaateKal kahin is haal mein jab zindagi tadpaaeYaad rakhna gham tumhaara Yeshu sahta hai
Kitne aise pal hain tumhaare, hote ho jab be-sahaaraApnon hi se chot khaake dhoondhte ho kinaaraKal kahin is haal mein jab zindagi thak jaaeYaad rakhna uska ishaara thaam leta hai