A. R. Stevenson / Traditional Worship
Dhanyawad Ke Saath Stuti Gaunga Hey Yeshu Mere Khuda Upakaar Tere Hai Be- Sumaar Koti koti Stuti Dhanyawaad
Yogyata se badh ke diya, Hai apni Daya se Tune mujhe Mangne se jyada mila mujhe, Aabhari hoon Prabhu main Dhanyawaad ke saath…
Tu hai sachcha jinda Khuda, Hai Tujh Par hi bharosha mera Seva puri karke pau inaam, Prabhu aisa do Vardaan Dhanywaad ke saath…