Yogyata se badh ke diya, Hai apni Daya se Tune mujheMangne se jyada mila mujhe, Aabhari hoon Prabhu mainDhanyawaad ke saath…
Dhanyawad Ke Saath Stuti GaungaHey Yeshu Mere KhudaUpakaar Tere Hai Be- SumaarKoti koti Stuti Dhanyawaad
Tu hai sachcha jinda Khuda, Hai Tujh Par hi bharosha meraSeva puri karke pau inaam, Prabhu aisa do VardaanDhanywaad ke saath…