Bridge Music
Mere Aansuo Se Tere charno Ko, Yeshu Main shudh karu Teri Kripa se Main Zinda hoon, Teri karuna se main paawan hoon Arpana samarpana arpana Tujhko…
Arpana Samarpana Arpana Tujhko Mere Dil Ki Aalampana, Teri Stuti Aaradhana Arpana Samarpana Arpana Tujhko…
Tere Lahoo se Mere Aatma Ko, Yeshu Tu shudh karo Mere Hriday ko Arpan karu, Sampoorn Samarpan Karu Arpana samarpana arpana Tujhko… Yeshua x4
Mere har Saason me Tu hai Mere Ragh Ragh Me bhi Tu hai Arpana samarpana arpana Tujhko…