Tere Lahoo se Mere Aatma Ko, Yeshu Tu shudh karoMere Hriday ko Arpan karu, Sampoorn Samarpan KaruArpana samarpana arpana Tujhko…Yeshua
Arpana Samarpana Arpana TujhkoMere Dil Ki Aalampana, Teri Stuti AaradhanaArpana Samarpana Arpana Tujhko…
Mere har Saason me Tu haiMere Ragh Ragh Me bhi Tu haiArpana samarpana arpana Tujhko…
Mere Aansuo Se Tere charno Ko, Yeshu Main shudh karuTeri Kripa se Main Zinda hoon, Teri karuna se main paawan hoonArpana samarpana arpana Tujhko…