Yeshua Band
Upkaar kiye hai tujh par, jab tune nahi jaanaPhir bhi gale lagaya, kyunki Yeshu bhala haiAe mere mann
Ae Mere Mann, Prabhu Ki Tu Aaradhna KarKyunki Woh Bhala Hai
Jab ja raha andhkaar se, haath pakad kar chalayaLe aaya ujiyale me, kyunki Yeshu bhala haiAe mere mann…
Vishvash heen tha tu, vishvash tujhe dilayaApna pyar jataya, kyunki Yeshu bhala haiAe mere mann