Vandana
✕ ExitAe Mere Mann Prabhu ki tu Aaradhna Kar
Bridge

Vishvash heen tha tu, vishvash tujhe dilaya Apna pyar jataya, kyunki Yeshu bhala hai Ae mere mann...

Chorus

Ae Mere Mann, Prabhu Ki Tu Aaradhna Kar Kyunki Woh Bhala Hai

Verse 1

Upkaar kiye hai tujh par, jab tune nahi jaana Phir bhi gale lagaya, kyunki Yeshu bhala hai Ae mere mann...

Verse 2

Jab ja raha andhkaar se, haath pakad kar chalaya Le aaya ujiyale me, kyunki Yeshu bhala hai Ae mere mann…