Unknown Artist
Ab vah din nikat hai Prabhu aaegax2Vishvasyogy daas jo majduri payegax2Anand se bhar jayega.x4Har ek ka kaam tab, pragat hovegax2Kaath ya ghaas ya phoos ka radda ho (x-2)Sona chandi ya bahumol patthar hox2Aag parkhegi-2, tab tu jaan jayega. (x-2)Ab vah din nikat haiAatmain marti, kya tujhe bojh hai?x2Teri seva se, koi bacha hai? (x-2)Prabhu jab aaega, sanmukh uske wox2Anand badhaee ka-2, mukut veh ban jayega (x-2)Ab vah din nikat haiTu jo prachin hai, kalisiya mainx2Jhund ko sambhal aur, prem se apana le (x-2)Adarsh tu banakar, rakhavali bhi karx2Mahima ka mukut-2 tujh ko diya jayega. (x-2)Ab vah din nikat haiBhakti se yadi tu jiwan bitaegax2Klesh aur sankat sehana padega (x-2)Praan dene tak vishvasyogy reh tux2Jiwan ka mukut – 2, jaan rakh tu payega (x-2)Ab vah din nikat hai