Ab vah din nikat hai Prabhu aaegaVishvasyogy daas jo majduri payegaAnand se bhar jayega.Har ek ka kaam tab, pragat hovegaKaath ya ghaas ya phoos ka radda ho (x-2)Sona chandi ya bahumol patthar hoAag parkhegi-2, tab tu jaan jayega. (x-2)Ab vah din nikat hai…Aatmain marti, kya tujhe bojh hai?Teri seva se, koi bacha hai? (x-2)Prabhu jab aaega, sanmukh uske woAnand badhaee ka-2, mukut veh ban jayega (x-2)Ab vah din nikat hai…Tu jo prachin hai, kalisiya mainJhund ko sambhal aur, prem se apana le (x-2)Adarsh tu banakar, rakhavali bhi karMahima ka mukut-2 tujh ko diya jayega. (x-2)Ab vah din nikat hai…Bhakti se yadi tu jiwan bitaegaKlesh aur sankat sehana padega (x-2)Praan dene tak vishvasyogy reh tuJiwan ka mukut – 2, jaan rakh tu payega (x-2)Ab vah din nikat hai…