Vandana
✕ ExitYeshu Teri Dya se
Bridge

Tu hai Yahova Shalom, Shanti dene Wala Tu hai Yahova Nissi, Jay har damm dene Wala Dhanyawaad dhanyawaad, Yeshu Tera Dhanyawaad…

Chorus

Yeshu Teri Dya Se, Main Jeevan Jeeta Hoon Yeshu Teri Krupa Se, Main Aage Badhta Hoon Dhanyawaaad Dhanyawad, Yeshu Tera Dhanyawaad

Verse 1

Fulon me rang Tune dala, Panchhi ko gana Tune sikhaya Sagar se gahara pyar Tera, Asamano se Tu hai uchcha

Verse 2

Bhojan se trupta karata, Tann ko mere kapadon se dhakata Mere sare dukh darda ko, Anand se badal deta