Unknown Artist
Zindagee mein tum par jab ho sakht toofaanAur jab tum ho be-dil ki sab hai nuksaanGino saaree barqat gino naam-ba-naamAur hairaan tum hoge dekh kar rabb ke kaamBarqat gino-gino naam-ba-naamBarqat gino dekh Khuda ke kaamBarqat gino-gino naam-ba-naamAur hairaan tum hoge dekh kar rabb ke kaamFikar ka jab tum par hove bojh muheebAur jab tum ko maaloom hove sakht saleebGino be-hadd barqat shaqq sab hogen doorAur tum geeten gaakar rahoge masaroorAuro ka jab dekhte ho zameen o zarTum ko hai Masih kee daulat saraasarGino be-hadd barqat keemtee be-bayaanAjar kya jalaalee aur jaleel makaanSo is jang mein har waqt rakho yaad sadaHimmat tum na haarna sab par hai khudaSaaree barqat gino hain farishte paasSafar bhar ve dete himmat raahat khaas