Unknown Artist
Zinda hua…x4Yeshu (3) zinda hua, aao sabse kaheAanand aanand se, naachte gaate hue… YeshuDuniya me aaya, lahu bahayaMara gaya mere liyeTisre din jee utha, shaitan par Vijay hua.Bandhan ko tod diya… YeshuJo koi aaye uddhar paayeYes hai daya sagarHatho SE chuta, Gale lagataKhusio se hai bharta… Yeshu..Hai sonevalo utho chaloYeshu hai aane waalaTayyari karo, pavitra bano,Jaana hai uske sath.. Yeshu..