Yeshua Ministries
Aaj Ka Ye DinKartein Hai Tere NaamAur Shukriya Ke SaathKartein Hai Salaam
Vishwas Toh Hai YehiKi Tu Hai YahinHum Hai Jahan VahiBarse Mahima Teri
Yeshu Tu Hai MahanYeshu Tu Hai MahanAlfaaz Na Kar Paye Ye BayaanKitna Tu Hai Mahan
Tujhko Jo PayaSab Kuch Mil GayaTujh Mein Jeevan NayaMujh Ko Haasil Hua
Tere Naam Se JahanDo Ya Teen Ho JamahTu Hi Hai VahanYe Hai LikhaBandhan Toote YahanKhul Jaye Vo AasamaTera Raj Ho SadaYe Hai Dua
Yeshu Tu Hai MahanYeshu Tu Hai MahanAlfaaz Na Kar Paye Ye BayaanKitna Tu Hai Mahan