Amit Kamble
Tode Saare Bandhan, Azaad Hai Kiya Aur Jeene Ka Maksad Mila Yeshu Mil Gya Mujhko
Yeshu Mil Gya Mujhko Yeshu Mil Gya Toh Jeevan Me Sab Kuch Mila
Bhatak Raha Tha Main, Andheri Raah Par Tanha Akela, Jaata Kidhar
Sooli Pe Le Liya, Paapon Ko Mere Jaan Dedi Badle, Jaan Ke Mere
Khojte Mujhko Yeshu Chala Aaya Toh Jeevan Me Sab Kuch Mila Yeshu Mil Gya Mujhko