Unknown Artist
Swarg Se AayaYeshu Naam Hai (Ooh-Ooh, Naam Hai!)Paap Ko Jo Dhota HaiYeshu Naam Hai (Ooh-Ooh, Naam Hai!)Tha Aadi Me VachanVachan Prabhu Ke SangVachan Khud Dehdhari Ho Gaya
Swarg Ka Raja Mukti Ko DeneKhud Dharti Par Aa Gaya
Yeshu Aaya Hai! (Yeshu Aaya Hai!)Anand Laaya Hai! (Laaya Hai, Laaya Hai!)Humein Bachane KoAansoo Pochhane KoYeshu Aaya Hai!
Humare Liye Ek Baalak Paida HuaPrabhuta Hai Uske Kandhe ParParakrami Parmeshwar, Anantkal Ka PitaShanti Ka Woh Hi Hai, RajkumarBandhano Ko Todta Hoon(Kaha Usne)Azaadi Deta Hoon(Kaha Usne)