Unknown Artist
Utho jawaano tum, ho jaao taiyaarGehra hai andhiyaara, diya jalaana haiShaitaan se ladna haiSaamna bhi karna haiAndhere ki taakat parVijay ko paana haiPeechhe na mudna tumAandhi ho ya toofaanSachche Masiha ka gyaanDuniya mein phailaana haiPeechhe na hatna tumYeshu hai sang tumhaareHar mushkil jeevan kiAasaan ho jaayegi