Unknown Artist
Uska sajda karMere mannYeshu naam ki stuti karPehle se badhkar, mere mannYeshu naam ki stuti kar
Tu prem ka dhaniAur krodh mein hai dhimaBada hai naamTeri badi dayaTeri bhalayi sada gaata rahun mainHazaron wajah mere dil mein hai
Aur jis din mera bal ghat jayeAnth ho kareeb, sab tham jayeTab bhi mera praan yeh gaata rahegaHazaron varsh aur sarvada
Surya ugaa ek naya din aayaPhir aaya samay, Tera geet gaaoonChahe jo bhi hoAur hota rahe abGaata rahunga jab tak shaam ho jaye