Unknown Artist
Tujhsa is jahaan mein aur koi hai nahinTujh bin aasra mera hai na kahinRahoon teri baahon mein priyatam mereTu hi mera sarvasva Yeshu mereAaradhana teri aaradhanaYeshu mere, teri aaradhanaArpan karta hoon khud ko haathon mein tereDho de mujhko tu Prabhu vachanon se tereTeri ichchha par hi tu mujhko chalaBhar de Pavitra Aatma se mujhko KhudaChalta main rahoon teri raahon par sadaBanke rahbar mera tu chalna sang KhudaTujh par hi bana rahe mera bharosaTu meri chattaan, rahoon tujh mein sthir sada