Jaago Music
Tune kiya khaali apne-aap ko,Chhodi saari mahimaHokar Khuda kiya shoonya apne-aap ko,Bana manushya samaanBan gaya daas samaanMrityu sahi, haan,Mrityu kroos kiAur hua sabse mahaanTu raaj kare, Tu raaj kareTu raaj kare saari duniya peGhutne tike, saare ghutne tikeGhutne tike Yeshu naam ke liyeAasmaanon mein hai sthir Tera sinhasan, parakrami KhudaMahima se ab phailay Tera shaasan,Kadmon pe saara jahanSajde mein har insaanVadh jo hua, nirdosh main banaTera hai saara adhikaar
Kal, aaj aur sarvadaYeshu, Tu hi hai Khuda