Unknown Artist
Tu hi toh hai hak, aur tu hi rastaTu hi zindagi, hai zindagi, khudavand khuda…Mera sab kuch tu hi tu hai, saath mere ab, teri Rooh haiTu hai malik, tu hai daataa, noor hai tu aur, tu khushboo haiMujhse ho chahe saari (duniya khafaa)x2Tu hi zindagi, hai zindagi…Ghar jo banaye tu hi banaye, tu na banaye kaun banayeShahar bachaye, tu hi bachaye, tu na bachaye kaun bachayeDuniya mein hogi bas teri hi razaaTu hi zindagi, hai zindagi…Har bebas ka, tu hai sahara, doobne walon, ka tu kinaraTu aaghaaz hai tu anjaam hai, tere bina ab, kaun hamaraaTune hi banaye hain zameen aasmanx2Tu hi zindagi, hai zindagi…