Unknown Artist
Tu bhalai bina kuchh karta nahinSab burai mitaane waaleSaare paap kshama karne waaleNaya jeevan mujhe dene waaleYeshu, YeshuTu sabse hai mahaanYeshu, YeshuKhush rahati, tujh mein ye jaanKarta hoon jab tujhe pyaarBhalai mein badle har haalMaanta hoon jab teri baatAashishon ka hota ambaarBadata hai fazal, milta tera balMeethe bante, saare katu palChhata hai jab andhkaarRoshani ka tu banta minaarRog se hota lachaarChanga karta tera kalaamMere jeevan mein, swargeeya aashisheinNitya bharta hai, tu har pal