Unknown Artist
Tere sanmukh sheesh navaateHey jag ke kartaarDoobe huon ko de do sahaaraKar do beda paarPaap ke baadal sar par chhaayeGhira hua toofaanTum bin naiyya kaun sambhaaleMere Prabhu mahaanAa ke bacha lo praan hamaareJag ke khevanhaarJanm ke andhon ko di aankhenRogi liye bachaayePaap kshama kiye sab paapin keAur murde diye jilaayePaapi hriday hum bhi laayeDho do paalanhaarSundar pakshi, parvat, sagar sabke srijanhaarAake viraajo man-mandir meinBande karein pukaarVyaakul hriday tujh ko pukaareAa ja taaranhaar