Unknown Artist
Tere pyaar ne kiya mujhe nihaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaalChaalein shaitaan ki, ho gayin tabaahYe kamaal hai, kamaal hai, kamaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaal
Aasmaan zameen ki barkateinYeeshu Masih mein dee tuneVaade saare Yeeshu meinHaan aur Ameen ke sath dee hainTujh mein ho gaya dhani ye kangaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaal
Aise daur aaye zindagi meinMeri samajh se the pareTeri or jab lagi nigaaheinAshishon ke sote khul gayeToo banaa mera bhaag, meri dhaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaal
Yuktiyan jo ki mere liyeVo hain mere laabh ke liyeMeri binti aur samajh se badkeToone ajooben hain kiyeMaine dekha tere haath ka jalaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaal
Mushkilon ke aaye silsileHimmat dee vachan bhej keDarwaaze band jab hueKhole naye rasteTere pyaar ki nahin koi misaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaalTujh mein ho gaya dhani, ye kangaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaalToo banaa mera bhaag, meri dhaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaalMaine dekha tere haath ka jalaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaalDil mein ab nahin hai koi savaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaalTere pyaar ne kiya mujhe nihaalYe kamaal hai, kamaal hai, kamaal