Unknown Artist
Tere bhavan mein aate hainHaath uthakar gaate hainYahova tu kitna bhala haiYahova tu mera Khuda hai
Mere liye tune bheja Yeshu koPaapon ke bediyon se chhudane koMere gunaahon ka bojh uthakarSooli par qurbaan huaAlleluya Alleluya Alleluya AamenTere bhavan mein aate hainHaath uthakar gaate hainYahova tu kitna bhala haiYahova tu mera Khuda hai
Yahova Shalom mera Khuda tu Raja haiTera saamarth, teri mahima yugon tak hoti haiTu mera bal hai tu mera gadh haiDudhaari talvaar haiAlleluya Alleluya Alleluya AamenTere bhavan mein aate hainHaath uthakar gaate hainYahova tu kitna bhala haiYahova tu mera Khuda hai