Unknown Artist
Tera darshan, paane ki hai laganTera darshan, paane ko tarse manMere liya, Meri saza sahane waaleHey Naath yeeshu, priyatam mere
Naa bujhe gi ye pyaas, tujhe dekhe binaPoori hogi naa aas, Prabhu Milan binaDukhun see pare, Prabhu tere rajya meinSanthon sang raj ka, aa rahaa samay
Hai nishane ki or, meri ye daudIs duniya ke laabh ka, mujhe nahin mohTeri bahun mein, rahoon main sadaaTeri aradhana, karoon sarvadaa