Unknown Artist
Suno Meri Kahaani Bade Dhyan SeBhichadgaya Tha Mein Kaise Pitha Ke Pyaar SeMargaya Tha Mein, Bhichadgaya Tha MeinJeevan Naya Diya, Gale Lagaake
Dhuniya Ki Pukaar SunkarNikal Pada Tha Mein Chodke GharNikal Pada Tha Mein Chodke GharKhushiyon Ki Dhuniya Mein Kab Shaam Hui Andhera Hua
Hui Jo Roshni Phir Sacche Gyaan SeSambhalgaya Mein Phir Se Pitha Ke Pyaar SeDhoor Se Dekha Pyaar Se Mujhko Paas Aakar Kiya ShamaPyaar Se Bhadkar Kuch Bhi NahinPyaar Hai Woh Yeh Baath Sahi
Mauj Ka Mela Khatam Hua JabTanha Maine Khudko Paya TabTanha Maine Khudko Paya TabAkal Ne Paat PadayaPitha Ka Ghar Mujhko Yaadh Aya
Mili Pareshaani Saare Jahaan SeChayn Mila Mujhe Bas Pitha Ke Pyaar SeMargayatha Mein, Bhichadgayatha MeinJeevan Naya Diya, Gale Lagake