Yeshua Band
Stuti Karun Main Teri Prashansa Karun Din Raat
Anugrah Se Tere Bachaya Gaya Tere Lahoo Se Main Dhoya Gaya Raha Na Khuda Abb Kisi Baat Ka Dard
Khusi Ke Mere Abb Aansu Bahey Gam Mita Abb Khusi Uhthey Raha Na Khuda Abb Kisi Baat Ka Dard
Mera Pyar Yesu Mere Dil Me Raha Pawitra Aatma Sang Mere Chalaa Raha Na Khuda Abb Kisi Baat Ka Dard